Log hamse jal rahe hain,
Lagta hai apne sikke bhi is shahar me chal rahe hain...
Baarood jesi hai meri shakshiyat
jaha se gujarta hu log jalna shuru kar dete hain...
Mera bura chahne baalo
samajh lo tumhari maut aa gyi haii
Kyonki yamraj to apna chota bhai hai..
Insaan sirf aag se hi nahi jalta
Kuch log to hamare andaaj se hi jal jate hain...
Log hamse jal rahe hain,
Lagta hai apne sikke bhi is shahar me chal rahe hain...
Baarood jesi hai meri shakshiyat
jaha se gujarta hu log jalna shuru kar dete hain...
Mera bura chahne baalo
samajh lo tumhari maut aa gyi haii
Kyonki yamraj to apna chota bhai hai..
Insaan sirf aag se hi nahi jalta
Kuch log to hamare andaaj se hi jal jate hain...
me ku jalunga tujhse beta
pehle jalne layak kuch karke to dikha pehle
Waqt badal chuka hai
ab hamse jalne bale bale kutte gali me nahi social media pe bhonkte hain
Agar bo tumse jalne lage hain to samajh jao
tum bo ban chuke ho jo bo banna chahta tha par ban na saka
Hasane balo ka bhai aur jalne balo ka jamai hu me
Mandir ki choti pe mor kala kare
mere le jalne balo bhagwaan tumhara bhi bhala kare
mujhse jalne walo ek baat suno
abhi kamyabi dekhna baki hai tum mar mat jana
kismat jabmeri badallne lagi
tab kuch kutto ki jalne lagi
meri kamyabi se jalne balo ye mere hak ki kamai hai
mene tere baap ke peso ki yotiyaan nahi khaai hain
Jalte hain to jalne do bujhana hamara kaam nahi
Jala Jalal ke raakh a kar du to mera name ..... nahi...
jubaan nahi dimaag chala hu jalne balo ko aur jalata hu
chahne balo ki kami nahi hai
do chaar phaphundo ke jalne se kya fark padta hai
mujhse jalne balo tum rakh na ho jana
abhi to tumhe bahut kuch dekhna baaki hai bas tum khaak na hona
Shor machta hai mere chalne se
Kya fark padta hai in kutto ke jalne se
zindagi ka usool bana lo jalne balo ki aur jala do
aasman me hota hai tara suna hai
mujhse jalne bale aage 10 peeche 12 hai
apne se jalne bale bahut hain
par fark kya padtaa hai hampe marne bale bhi bahut hai
thoda sa name kya hua jalne lage sare sare
ukhaad to kuch ni paye muh dekhte reh gaye bechare
jalne ka time kaha apne pe
busy hain humhas ke duniya ko phoonkne me
kisi se jalne bale hum nahi mere laal
kyoki hampe marne bale kam nahi
aukaat ki baat mat kar pagli
jitne tere chahne bale hain
usse kahi jyada mere jalne bale hain...
jaanbhuj ke hansta hu laadlo
jalne bale jal jaate hain meri hasi dekh kar
jalne laga hai jamana sara
kyunki chalne laga hai naam hamara
takleef me bhi muskurao
jalne balo ko aur bhi jalao
na jalne ki aadat hai na jalane ka man
aana hai to aao varna bhaad me jaao tum
mai khud ek aag hu
mujhe kissi se jalne ki jrurat ni beta...
dusro pe jalne baale ham nahi hai
aur hampe jalne bale kam ni hai
bahut sukoon milta hai jalne balo ko aur jalane me
na saja na maafi jalne baalo ke liye apna status hi kaafi
jeeene bale jee lete hain jindagi shaan se
aur jalne baale jalkar raakh ho jate hain shamshaan me
also check our lates status in hindi form below categoreis
No comments:
Post a Comment